What kind of music do you
want to listen to?

Shaayar Shaayar
Udit Narayan, Shreya Ghoshal

Play Song
 1. More from Nigehbaan

Lyrics

Shayar Shayar - 2
Dil Mera Hain Shayar Shayari Karta Hain - 2
Bhool Gaya Hain Mujhko Bas Tumpe Marta Hain - 2
Tumse Shuru Tumse Khatam Hoti Hain Iski Shayari - 2
Dil Mera Hain Shayar Shayari Karta Hain
Bhool Gaya Hain Mujhko Bas Tumpe Marta Hain
Tumse Shuru Tumse Khatam Hoti Hain Iski Shayari

Shayar Shayar - 2
Khamoshiyon Ki Zuban Se Yeh To
Karke Ishare Karke Ishare Karke Ishare Re
Armanon Ke Aashiyan Se Bas Tujhe Hi Pukare
Tujhe Pukare Tujhe Pukare Re
Lamha Lamha Tujhko Chahe - 2
Dard Na Jane Re
(bajuon Main Tere Aks Ko Bharta Hain
Bhul Gaya Hain Mujhko Bas Tumpe Marta Hain) - 2
Tumse Shuru Tumse Khatam Hoti Hain Iski Shayari - 2

Har Dil Jise Gata Hain Ishq Main Aaisi Shayri - 2
Shayar Shayar - 2
Har Panne Pe Naam Tera Yeh To Likhta Hi Jaye
Likhta Hi Jaye Likhta Hi Jaye Re
Mane Nahi Kehna Mera Yeh Dhadakta Hi Jaye
Dhadakta Hi Jaye Dhadakta Hi Jaye Re
Har Dhadkan Hain Pyaasi Pyaasi - 2
Haal Bura Hain Re
(bas Judaai Wale Waqt Se Darta Hain
Bhool Gaya Hain Mujhko Bad Tumpe Marta Hain) - 2
Tumse Shuru Tumse Khatam Hoti Hain Iski Shayari
Dil Mera Hain Shayar Shayari Karta Hain
Bhool Gaya Hain Mujhko Bas Tumpe Marta Hain
Tumse Shuru Tumse Khatam Hoti Hain Iski Shayari - 2

Show More

Artists

 1. Udit Narayan

  Singer

 2. Shreya Ghoshal

  Singer

 3. Himesh Reshammiya

  Music Director

 4. Sameer

  Lyricist